Baaton Baaton Mein Discussion List
We are now on Hamaraforums.com. Comeon in join us.
Chat
We would love to hear your opinion on Kishore Da. Join us on the chat.

Database
Search
Track Movie

Tumse Mila Thaa Pyar
Film Name:Khatta Meetha
Year:1977
Singer(s)Kishore Kumar Lata Mangeshkar Rakesh Roshan  
Lyricist:Gulzar 
Musician(s):Rajesh Roshan
Lyrics
Save Tumse Mila Thaa PyarPrint Tumse Mila Thaa PyarFilm: Khatta Meetha
Singers: Kishore Kumar & Lata Mangeshkar
Music Director: Rajesh Roshan
Lyrics: Gulzar
Year: 1978

Lata: Tumse Mila Tha Pyar Kuch Achche Naseeb The
Hum Un Dino Ameer The Jab Tum Kareeb The

Rakesh Roshan: Zareen Pyar Ka Milna Jaana Sab Kuchh Hai


Lata: Tumse Mila Tha Pyar Kuch Achche Naseeb The
Hum Un Dino Ameer The Jab Tum Kareeb The

Tumse Mila Tha Pyar Kuch Achche Naseeb The
Hum Un Dino Ameer The Jab Tum Kareeb The

Tumse Mila Tha Pyar Kuch Achche Naseeb The
Hum Un Dino Ameer The Jab Tum Kareeb The

Rakesh Roshan: Suno Zareen, Zindagi Sirf Amrit Hi Nahin Zehar Bhi Hai
Aur Phir Zara Sochho Tho
Lata: Socha Tha Mai Hai Zindagi Aur Zindagi Ki Mai
Socha Tha Mai Hai Zindagi Aur Zindagi Ki Mai
Pyaala Hatake
Pyaala Hatake Teri Hatheli Se Peeyenge
Woh Khwaahishen Ajeeb Thi Sapne Ajeeb Thhe
Tumse Mila Tha Pyar Kuch Achche Naseeb Thhe
Hum Un Dino Ameer The Jab Tum Kareeb The

Rakesh Roshan: Ye Sab Tho Teek Hai Lekin Main Ek Baat Puchhta Huin
Lata: Poochenge Ek Baar Kabhi Hum Tumse Roothkar
Poochenge Ek Baar Kabhi Hum Tumse Roothkar
Hum Mar Gaye
Hum Mar Gaye Agar To Aap Kaise Jeeyenge
Kishore: Woh Khwaahishen Ajeeb Thin Sapne Ajeeb Thhe
Jeene Ko Teri Pyar Ki Daulat Mili To Thi
Jab Tum Nahin Thhe Un Dinon Hum Bhi Gareeb The
Kishore & Lata: Tumse Mila Tha Pyar Kuch Achche Naseeb The
Hum Un Dino Ameer The Jab Tum Kareeb The




Remarks - extra Information
Extra Information not available! Would you like to add it?
Search
Track Movie

Copyright © 2000-2002. All Rights Reserved.